Online shopping kaise Kare inhindi

Online shopping kaise Kare

AMAZON PAR ONLINE SHOPPING KAISE KARE

Hello friend. My name is Pradip Mandal. Aaj main aapko bataunga online shopping kaise karte he. Aaj ke time me online shopping bahut hi popular hai. Aur hogi bhi kiu nehi, local store se online site me chize bohut saste rate me milta he. Aur festival ke dino me to 50%- 70% tak discounts milta he, free delivery ke sath.


Online shopping karne ke liye vaise to bohut sari company he, jisme se Amazon, FlipKart,Snapdeal, Shopclus in char company sabse jada popular hai india me. Amazon world ka largest online shopping company hai. India me bhi amazon kafi popular hai. Aaj main aapko amazon app se kaise shopping karte hai yeh sheekhauga.


Online shopping karne ke liye aapke pas ek Email Id hona bahut jaroori hai. Agar aapke pas email ID nehi hai or aapko email ID banani nehi aati to tension ki kyi baat nehi. aap niche click karke email ID kaise banate hai sheekh sakte he.Email (gmail) Account/Id kaise banay


 ∆ Flipkart pe online shopping kaise kare
 ∆ Rail Ticket Kaise Book Kare  App se
 ∆ Free Mobile Recharge Kaise Paye


Online Shopping Ka Faide

Online shopping karke faide bahut hai. Saach kaahu to faide hi faide. Hum ghar baithe baithe jo chahe oh kharid sakte hai high discount ke sath. Kyi molvao nehi, 100% original produced. Bas order karo our relax ho kar ghar me bath jao. Product aapke ghar pahunch jayega free delivery ke sath. Agar us product pe koi problems aati hai to aap usko return bhi kar sakte hai. Sab kuch ek dam asan hai. Online shopping ke fayde-----

      1. Online shopping karne ki sabse jada fayde hota hai high discount ka milna. Local store se online site par chize bahut discount ke sath milta hai.  

        2. 100% original products ka milta hai.

       3. aap jo product order karenge woh aapko home delivery mila jayega. To aapko kahi bhi Jana nehi hai.

       4. Cash on delivery (COD) ka options. COD  option se aapko ja product milega tab ab payment ka sakte ho.



Amazon Pe Online Shopping Kaise Kare


Sabse pahle amazon app download kar lijiye. Amazon ka aap PlayStore par aapko mil jayega. Niche maine link bhi diya hai uspar click karke download kar lijiye. App ko download karke install karle. Amazon pe shopping karne ke liye aapko pahle Amazon app pe account banana hoga. Amazon account banane ke liye niche diye step ko follow kore step by step.


1st step- sabse pahle Aap amazon ka app open kore. Open hone ke bad amazon ka home page khulega. Page ke upar right site me  Sing in  likha huya hoga us par click korde.

2st step-  ab jo page khulega woha par aapko email or password deneki jage dikhegi. Oh aapke liye nehi he, oh un logo ke liye he jinka  amazon pe pehele se account he . Agar aap bhi amazon pe pehele apna account bana chuke he to oha par email/mobile and pssword dekar log in kore. Agar aap Amazon pe account nehi banaye he to "created account" pe click kore

3th Step:-  created account par click karneke bad ek page aiye ga oha par aapna name, mobile number or password deneke bad aapko continue par click korna he.

4th Step:- abhi aapke pass ek "verification required" ka ek small page ayega usme aapka mobile number hoga. Number ko ekbar thik se dekhle. Kyu ki us number pe ek massage aye ga. dekhne bad Ok par click kore.

5th Step:- aap ne jo number diya tha us par ek massage ayega. Agar oh number aap ke mobile pe he to aapko kuch nehi karna he. App aapne aap us massage ko parlega. Aapko screen pe koyi tuch nehi karni he. Agar oh sim kisi dusre mobile pe he to khuch der bar aapne aap ek "Verify mobile number" ka ek page khulega jaha aapko massage ke under diye jaye cord dalna he. Or verify par click karna he.

6th step:-   Ab aapke amazon pe account khul chuka he. Or aapke mobile pe massage aiye ga or ek page khule ga. Jaha par shopping continue par click karna he. Ab aap amazon ke home page par chale jayenge. Abhi aap amazon pe shopping kar sakte ho.

Amazon Pe Shopping Kaise Kare

Aap ko jo bhi shopping karni he o upar diye gaye search bar me likhe or search kare. Search karneke bad aapke pas us product ka ek list aayega . Photo dekhkar aap produced chouse kar sakte ho. Agar aapko koyi product pasan aye to aap uske upor click kore. To aapko us product ka pura details miljayega. Agar aap ko us product ko kharidna he to buy now par click kare. Aapke pas ek 'enter a shopping address' ka page khulega. Usme aapna puru details dena hoga. Jaise aapka name, address, city, state, pincord, mobile number, landmark dena hoga. Us address pe aap jo bhi order korenge oh aapke address pe pahoch jaye ja. Aapna sahi nam, address, cities, pin cord, mobile number, landmark deneke bad " continue " kare.

Select Your Veliver Address

Is me dwo address dikhayega. Original address or suggested address. Jo address aapne likha tha oh Original address or suggested address oh he jo company aapko suggest kiya he. Aap original address pe click kore or continue kore.

Payment Method

Yeha par aap aapna payment option select kore. Credit card, debit card, net banking ya COD (cash on delivery)  aap konsi tarika se payments kar na charate ho select kore. Payment karte hi aapka order pura ho jayega. Or aapko aapna mobile pe massage miljayegi. Aapna order kab milega uska details aapko miljaye ga.
Too is tarike se aap Amazon pe online shopping kor sakte ho. Agar koyi problems ho to jorrur comment kore. Mai 24hours aapke seba me hajir hu. Think you

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

WhatsApp se paise kaise kamaye,Paise kaise kamaye ghar baithe, WhatsApp se paisa Kaise kamaye, how to earn money, online paise kaise kamaye,

How to earn money